Kyon jaruri hai Char Dham ki yatra

क्यों ज़रूरी है चार धाम यात्रा? | Kedarnath Badrinath Gangotri Yamunotri Full History in Hindi

Kyon jaruri hai Char Dham ki yatra

क्यों ज़रूरी है चार धाम यात्रा? | Char Dham Yatra Full Documentary in Hindi

Bharat ki Sanskriti Keval kitabon Mein Nahin bachti Hai Yahan per yatraen bhi Kai tarike ki Hoti Hai usmein se sabse Jyada Mahan Yatra Mani Jaati Hai Char Dham ki yatra jo ki Sadiyon Se log karte hain jaise ki ine Char Dham Yatra Mein Mani Jaati Hai Badrinath Kedarnath Gangotri Yamunotri yah Charon Char Dham ki yatra Mein Hi Aati Hai yah Ek Keval Dharmik Yatra Nahin balki Ek Atma se Milan Hota Hai Bhagwan ka yah Keval mandiron ki kahani Nahin Hai Bharat ki Atma ki jarie Shuru Karte Hain Ham Char Dham ki yatra


चार धाम यात्रा की शुरुआत कैसे हुई? | History of Char Dham Yatra

Sabse pahle Ham yah Jaane Ki Char Dham ki yatra ki shuruaat Kaise hui thi aur uska Rahasya kya hai

Hajaron sal pahle Jab Bharat ke बड़े-बड़े Samrajya Nahin the Jab Himalaya Ke Ghar Ek junglon mein Rishi Muni Tapasya Kiya Karte The Usi Samay se ek Pavitra sthalon ka mahatva shuru ho chuka tha pranon mein kaha gaya hai ki Himalaya Keval Pahad Nahin Hai devtaon ka Nivas Sthan hai yahan Har Nadi Har Pathar aur Har Ghati Mein divyata banti hai yahi Karan Hai Sthan Sanatan Dharm Mein Himalaya ko

Aadi Shankaracharya Ne Bharat ke Adhyatmik Shakti ko ek Sutra Mein bandhne Ke Char Dham Yatra ko punarjivit kiya tha Mana jata hai unhen ine logon ko bataya tha ki manushya ka Jivan Keval bhautik Sukh Bal ki Atma ki Murti ke liye bhi hai Uttrakhand Ke Char Dham Badrinath Kedarnath Gangotri Yamunotri Tirath Yatra Nahin Hai yah Char अलग-अलग aadhyatmik shaktiyon Ka Pratik Mana Jata Hai Yamunotri Jivan ki shuruaat ka Pratik Hai Gangotri Atma ki Shuddhi ka Pratik hai Ke dant Janm ka Pratik hai kaha jata hai ki jo vyakti karta hai lekin is yatra ka rasta Kabhi Aasan Nahin raha hai

Aaj Bhale hi sadke Ban chuki hai helicopter ki helicopter ki suvidhaen bhi bahut acche se uplabdh hai lekin ek Samay vahan per Aisa Bhi Tha Jab vahan per Paidal chalkar Gai Kai mahine Tak log Ho Yatra karni padati thi isliye Yatra Mein Kai log Apni Jaan Bhi Gava dete the Fir Bhi log vahan Jana Nahin chhodate the Kyunki unhen Vishwas tha yah Keval Yatra Nahin Hai balki Atma ki Hamari Pariksha Hai Himalaya Ki Kathor thand Mujhe aur anishchit Mausam Sab Milkar Insan ke Ahankar Ho Tod dete the vahan pahunchkar manushya Samajhta Hai Ki Prati aur Ishwar Ke Samne Uske Shakti Kitni Chhoti Hai Char Dham Yatra ka asali uddeshy Keval mandiron ke darshan karna Nahin balki Swayam ko Janna tha


यमुनोत्री धाम की रहस्यमयी कथा | Yamunotri Dham Mystery

Yamunotri Dham ki rahsyamayi katha

Char Dham Yatra ki shuruaat Hoti Hai yamnotri se Samundar Tal se lagbhag 3293 meter ki unchai mein sthit yah dhamna ko samarpit hota hai yahan per Charon Taraf Barf Utha Ke Pahad Se Kam Nahin Lagta Hai purani kathaon ke anusar Yamuna Surya Dev ki Prati Thi Aur Yamraj ki bahan hai kaha jata hai ki yogyata se Yamuna karta hai use mrutyu ka Sahi Nahin Aata Hai Yamunotri Yamunotri ke pass sthit Surya Kund Aaj Bhi Logon Ke Liye ashcharya ka Vishay Hai Itni thand Thandi Jagah Mein yah Gund ubalte Hue Pani Se bhara rahata hai shradhalu yahan per chawal aur Aalu kapde Bandh Ke pakate Hain Use Prasad ke roop Mein khate Hain vaigyanik Aaj Bhi is Prakriti Rahasya ko Puri Tarah samajh Nahin Paya Hai Lekin sthaniya log ise Yamuna Ka Chamatkar mante Hain Kaha Jata Ashish Muniya Tapasya Karte The vah Pratidin Ganga Yamuna donon Mein Sthan Kiya Karte The lekin viruddh vyavastha mein unke liye Gangotri Tak Jana Sambhav Nahin Raha tab man Ganga Swayam Yamuna Pragati Mein Yamunotri Mein prakat Hui aur Rishi ki Sadhna bandhit Nahin Ho ISI Karan se Jammu Naukari ko Keval Yamuna ka Nahin balki Ganga Ki Kripa ka Sthan bhi Mana Jata Hai yatra ka yah pahla Pada Sandesh Deta Hai Yamuna Prem Karuna aur Jivan Urja ka Pratik bhi Mana jata hai


गंगोत्री में गंगा अवतरण की कहानी | Gangotri History in Hindi

Gangotri Dharti per Ganga Ke avtaran ki kahani

Bharat ki Atma Ko Kisi Nadi Mein Dekha Jaaye To Main Ganga Hai Gangotri vahin Sthan Hai Jahan se man Ganga Ke Dharti Ki avtaran Ki Katha Suni Hui Hai purani kathaon Ke anusar Raja Sagar Ne Ajmer viyog kiya jaaye Putra the aaropi Laga Diya gaya tha Rishi ke liye Roj Mein Sabhi Putra prasann Ho Gaye Unki atmaon ki Mukti ke liye Bhagirath ne Kathor Sadhna ke bad man lekin Dhara Prachand thi ki Puri Tarah Se Prithvi per Nahin a Rahi Kyunki Agar vah Prithvi per Aati to use Prithvi nasht ho sakti Thi tab Bhagwan Shiv Ne Unse Kaha Tha Ki Tum Meri jataon Mein a jao tab Bhagwan Shiv Ne unko apni jataon Mein dharan kar liya aur धीरे-धीरे unko Prithvi per Bahane Diya Gangotri ki is Divya ghatna ka Pratik hai aaj jab shradhalu Gangotri pahunchti hai aur Bhagirathi nadiyon Kinare Khade Hote Hain To unhen Lagta Hai Ki Jaise vah Kisi Sadharan Nadi ke samne nahin balki Vidya Ke Samne khade ho Gangotri cable Ek Mandir Nahin balki Tyag Tapasya aur Bhakti ka Pratik hai mahsus karta hai ki Jivan Ki Sacchi Shanti Keval Bahari dukhon se nahin balki Atma ki pavitrata se milati hai


केदारनाथ मंदिर का रहस्य | Kedarnath Mystery in Hindi

Kedarnath Shiv ka sabse Rahasya Mein Dham hai

Himalaya Ki God mein sthir Kedarnath Bhagwan Shiv ka sabse Shakti Shali Dham Mana Jata Hai Samundar Tal se lagbhag 35084 meter ki Duri per Kendra banaa hua hai na Bharat ke bad Pandav Apne papa uski Mukti pane ke liye Kedarnath Aaye The Kyunki vah Bhagwan Shiv Ki Khoj Mein nikale the. per Bhagwan Shiv Unse naraj the aur use chhupane ke liye Kedarnath pahunche the unhone unhone bail ka Roop dharan kar liya tha lekin Bheem Ne unhen pahchani aur pakdane ki koshish ki thi tabhi Shiv Dharti Mein Samane Lage the Unka kubad Kedarnath Mein prakat Hua jisse Aaj Kedarnath Jyotirling ka Roop Mein Puja Kiya Jata Hai Shiv ke Anya अलग-अलग sthanon per prakat Hue Jiske Panch Kedar Kaha Jata Hai Kedarnath Keval Dharmik Drishti se mahatvpurn nahin balki prakruti Shakti aur Ishwar 2013 ki vinashkari Barmer Puri Duniya Ko Hila diya tha hajaron log Mare gaye the Bura Kshetra tab Aaoge Sar lekin Kedarnath Mandir ko Kuchh Bhi Nahin hua tha Mandir Ke Piche Ek Vishal Chattan Aakar ruk Gai Thi Jise Pani ki dhara ko kam Karke do bhagon mein bant diya tha sthaniya log ise Bheem Shila bhi Kahate Hain ise Bhagwan Shiv Ka hi Chamatkar Kaha Jata Hai Aaj Bhi Lakhon shradhalu use Shaitan Aate Hain yah Keval Sanjog tha ya sachmuch koi Divya Shakti Mandir ki Raksha kar rahi thi aapko kya lagta hai aap mujhe comment Mein Karke Jarur bataiye prashn Aaj Bhi Rahasya Mein banaa Hua Hai


बद्रीनाथ धाम — मोक्ष का द्वार | Badrinath Dham Story

Badrinath Moksh ka Dwar hai

Badrinath Dham yah Dham Bhagwan Vishnu ko samarpit hai aur Alaknanda Nadi ke kinare sthit Hai Kahan Jata Hai Bhagwan Vishnu Ne Yahan Tapasya Mein leen the Himalaya Kathor thand se Unki Raksha karne ke liye Mata Lakshmi Ne vriddhi vriddhi vruksh ke roop dharan kiya tha ISI Karan Badrinath Pada Badrinath ko Dwar Kaha Jata Hai manta hai ki vyakti sacche Man Se vyakt Badrinath ke darshan karte hain snan karte hain Badrinath ka vatavaran Kisi dusri Duniya Jaisa lagta hai mujhe Pahad bahti Alaknanda mantron ki hajaron shradhaluon ki Bhakti yah sab Milkar Ek Aisa Paida karte hain Jise shabdon Mein Abhiyan karna bahut hi Mushkil Hai


चार धाम यात्रा का आध्यात्मिक विज्ञान | Spiritual Science of Char Dham

Char Dham Yatra ka aadhyatmik vigyan

Bahut log sochte Hain Ki Char Dham Yatra Keval Dharmik Parampara hai lekin Iske Piche Gehra aadhyatmik Aur vaigyanik mahatva Bhi Chhupa hua hai jo Logon Ko Nahin Pata Hai Himalaya ko Prithvi ki or sabse shaktishali Urja Kendra mein se ek Mana Jata Hai Prachin Rishi muniyon Ko Mana jata tha ki Yahan prakrutik Urja manushya ke manushya ko prabhavit Karta Hai Dhairya sikhata hai Dheere Dheere sakaratmak badlav mahsus Karte Hain


चार धाम यात्रा से जुड़े रहस्य और चमत्कार | Char Dham Mysteries

Char Dham Yatra se Jude Hue Chamatkar aur Rahasya

Char Dham Yatra se Jude Kai Rahasya Aaj Bhi Logon Ko ashcharya Mein Dal Dete Hain Kai shradhalu Dawa Karte Hain ki unhen yatra ke dauran Divya Anubhav Hue Kuchh Logon Ko Ne kathin paristhitiyon mein kisi ashcharya Shakti ke madad mahsus mandiron mein Aisi Urja mahsus ki Jisne Ki vah shabdon Mein Nahin Samjha Sakte Kedarnath Mein Raat Mein ghantiyon ki rahsya Sunai Deti Hai. yah kahaniyan Aaj Bhi bahut prasiddh hai Gangotri Mein sadhuon dwara ki jaane wali kathin Tapasya ine Logon Ko chaunka Deti Hai Badrinath ke pass sthit Mana Gaon ko Bharat ka antim Gaon Kaha Jata Hai Manyata hai ki Pandav Swar ki yatra per Jab nikale the ine Sabhi kathaon Ne Char Dham yatraon ke bal Dharmik Yatra Nahin balki Rahasya aur Aastha se Anokhi Duniya banaa Diya gaya hai


आधुनिक समय में चार धाम यात्रा | Modern Char Dham Yatra

Aadhunik Samay Mein Char Dham Yatra

Chachi Char Dham Yatra Pahle Se Kai Adhik lokpriya ho chuki hai Har Sal Lakhon shradhalu vahan pahunchte Hain Sarkar Ne Sadke helicopter sevaen Adhunik Sawai uplabdh Karai hai lekin Iske bavjud Yatra ki kathin Aaj Bhi Bani Hui Hai unchai Ke Karan vahan per Logon Ko sehat ki problem Bhi Ho Jaati Hai Fir Bhi Log Yahan ki yatra karte hain Kyunki Keval Yatra Nahin Hai Atma ki yatra hai aaj ki Bhag Daud ki badi Jindagi Mein log Tanav Akele Jaati Hai


Search Keywords

चार धाम यात्रा, char dham yatra, 4 dham yatra, kedarnath, badrinath, gangotri, yamunotri, char dham history, kedarnath mystery, badrinath dham, spiritual india, hindu pilgrimage, sanatan dharma, char dham documentary


Hashtags

#CharDhamYatra
#Kedarnath
#Badrinath
#Gangotri
#Yamunotri
#SanatanDharma
#Mahadev
#Hinduism
#TempleMystery
#SpiritualIndia

Post a Comment

और नया पुराने