About us

 

About Us

Welcome to Itihas In Hindi, Bharat ke itihaas, dharmik kathao, mandiron ke rahasyo aur adhyatmik gyaan ko Hindi bhasha me prastut karne wala ek vishwasniya platform.

Hamara uddeshya Bharat ki samriddh sanskriti, puratan itihaas, pauranik kathao aur dharmik sthalon se judi jankari ko saral aur rochak roop me pathakon tak pahunchana hai.

Itihas In Hindi par aapko Bharat ka prachin itihaas, Ramayan, Mahabharat, Hindu dharm granthon ki kathayein, Jyotirling, Shaktipeeth, Char Dham, rahasyamayi mandir, aur anya dharmik vishayon se judi vistrit jankari milegi.

Hamari team research ke madhyam se sahi aur upyogi jankari dene ka prayas karti hai. Hamara lakshya Bharat ki sanskritik virasat ko adhik se adhik logon tak pahunchana hai.

Dhanyavaad!

Team – Itihas In Hindi

Post a Comment